Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeJudaai (1980)
HomeJudaai (1980)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


apnon ko jo thukraayega gairon ki thokren khaayega apnon ko jo thukraayega gairon ki thokren khaayega ek pal ki galatfehmi ke liye saara jeevan pachhataayega apnon ko jo thukraayega gairon ki thokren khaayega tune samjha hai jeet jise wo ban jaayegi haar kabhi tune samjha hai jeet jise wo ban jaayegi haar kabhi ye maan tera abhimaan tera tujhpe hi karega vaar kabhi ye chot sahi na jaayegi ye dard saha na jaayega apnon ko jo thukraayega gairon ki thokren khaayega shaadi do din ka mel nahin gudde gudiya ka khel nahin ye pyaar hai do insaanon ka ye ishq nahin deewanon ka ismein zid ka kuchh kaam nahin yeh jeevan hai sangram nahin bhuloge toh kho jaaoge tum door bahut ho jaaoge tum door bahut ho jaaoge toh kya hua hum bachchon ke sahaare jiyenge bachchon ke saath gujar kab tak ye denge saath magar kab tak jab wo bhi ho jaayenge bade tum sochoge yeh door khade kya sach hai aur kya sapna hai abb duniya mein kya apna hai kya hai apna apna kya hai kya hai apna isliye yeh
bansi bajao bansi bajaiya bansi bajao bansi bajaiya chaaron taraf gopiyaan beech mein kanhaiya chaaron taraf gopiyaan beech mein kanhaiya chaaron taraf gopiyaan chaaron taraf gopiyaan achchhe phanse tum ta thaiya ta thaiya achchhe phanse tum ta thaiya ta thaiya chaaron taraf gopiyaan beech mein kanhaiya chaaron taraf gopiyaan beech mein kanhaiya pehle toh aayi radha akeliii pehle toh aayi radha akeli radha oo radha phir champa aayi phir chameli ab aap apna dekho tamasha raas rachao raas rachaiya chaaron taraf gopiyaan beech mein kanhaiya chaaron taraf gopiyaan beech mein kanhaiya sach kehte aaye ye duniya wale sach kehte aaye ye duniya wale do kashtiyon mein jo panv dale do kashtiyon mein jo panv dale kya haal ho uska kuchh na puchho neeche ho manjhi upar ho naiya chaaron taraf gopiyaan hey chaaron taraf gopiyaan achchha lagaya tumne ye mela achchha lagaya tumne ye mela tum teen ho main hoon ik akela jo kheench ke le jaye main uska jor lagao haiya re haiya hmmm
aaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa maar gayi mujhe teri judaayi das gayi ye tanhaayi teri yaad jo aayi phir aankhon mein neend nahin aayi maar gayi mujhe teri judaayi das gayi ye tanhaayi teri yaad jo aayi phir aankhon mein neend nahin aayi maar gayi mujhe teri judaayi das gayi ye tanhaayi teri yaad jo aayi phir aankhon mein neend nahin aayi laaj kaa ghunghat chup ke taale laaj kaa ghunghat chup ke taale maine aakhir tod hi daale hoti hai to ho jaaye ab duniyaa mein ruswaayi maar gayi mujhe teri judaayi das gayi ye tanhaayi teri yaad jo aayi phir aankhon mein neend nahin aayi phir naa kahin ye ghum mil jaaye hooo phir naa kahin ye ghum mil jaaye aaj hi kyun naa hum mil jaaye kya saathi kya baaraati kya doli kya shehnaayi maar gayi mujhe teri judaayi das gayi ye tanhaayi teri yaad jo aayi phir aankhon mein neend nahin aayi har mushkil aasaan ho jaati pehle agar ho pehle agar ye haan ho jaati humne haan karne mein tauba kitni der
mausam ho oo mausam mausam suhane aa gaye lo pyaar ke zamane aa gaye lo mausam suhane aa gaye lo pyaar ke zamane aa gaye lo mausam pyaar ke zamane aa gaye lo mausam gun gun bhanwre kaliyon ka ghunghat uthane aa gaye mausam tauba koi dekhe in zulfon ka bikharna to bhule jeena marna chup se phoolon ki in galiyon se guzarna ye phool kahenge warna gulshan mein jane kahan se do deewane aa gaye mausam suhane aa gaye lo pyaar ke zamane aa gaye lo mausam aaha chhede is rutt ne sawan ke geet raseele chhalke rang roop nasheele aaha kitne bhole the ye nain tere sharmeele ye honth tere rangeele ab inko kitni baaten kitne bahane aa gaye mausam suhane aa gaye lo pyaar ke zamane aa gaye lo mausam parvat se uncha sajna ye pyaar hamara neeche sansaar ye sara sagar se gahra sajni ye pyaar humara kitna hai door kinara tum maajhi ye nayya paar lagane aa gaye mausam suhane aa gaye lo pyaar ke zamane aa gaye lo mausam suhane aa gaye lo pyaar ke zamane aa gaye lo mausam
saamne aa dekhe zamana saara saamne aa dekhe zamana saara saamne aa maine pukara tujhe maine lalkara tujhe saamne aa dekhe zamana saara saamne aa heyy saamne aa dekhe zamana saara saamne aa maine pukara tujhe maine lalkara tujhe zara sambhal tu sambhal ke chal tu zara sambhal tu sambhal ke chal tu hu re huu puraani yaad aa gayi jawaani yaad aa gayi puraani yaad aa gayi jawaani yaad aa gayi saamne aa dekhe zamana saara saamne aa kitne haseenon ka garoor toda hai haan haan toda hai kitne haseenon ka garoor toda hai maine jawaani mein wo din gaye wo mousam gaye haan wo din gaye wo mousam gaye rakha hai kya is kahani mein ye baat hai haan haan ye baat hai ye baat hai haan haan ye baat hai to zara sambhal tu hey sambhal ke chal tu zara sambhal tu sambhal ke chal tu hu re huu uuu uuuu puraani yaad aa gayi jawaani yaad aa gayi puraani yaad aa gayi jawaani yaad aa gayi saamne aa dekhe zamana saara saamne aa chhote miyaan to chhote miyaan are bade miyaan kya kahna aa chhote
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Apnon Ko Jo Thukrayega Judaai (1980) 05:10 39421
 
Poster of Judaai (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Jeetendra, Rekha
Duration : 05:10   Song Number : 39421   

Bansi Bajao Bansi Bajaiye Judaai (1980) 05:33 37372
 
Poster of Judaai (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Jeetendra, Rekha
Duration : 05:33   Song Number : 37372   

Maar Gayi Mujhe Teri Judaayi Judaai (1980) 05:41 18503
 
Poster of Judaai (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Jeetendra, Rekha
Duration : 05:41   Song Number : 18503   

Mausam Ye Mausam Judaai (1980) 05:47 36376
 
Poster of Judaai (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Rekha, Jeetendra
Duration : 05:47   Song Number : 36376   

Saamne Aa Dekhe Zamana Saara Judaai (1980) 07:57 37373
 
Poster of Judaai (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Jeetendra
Duration : 07:57   Song Number : 37373